ইসলামী তথ্যকোষ
Showing posts with label Bangla-Urdu Nasheed. Show all posts
Showing posts with label Bangla-Urdu Nasheed. Show all posts
Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja

নাতঃ তু কুজা মান কুজা, তু কুজা মান কুজা
শায়েরঃ ওয়াইছ রেজা কাদেরী

Lyrics:

Tu Kuja Man Kuja
Tu Kuja Man Kuja

Tu Ameere Haram Main Faqeere Ajam
Tere Gun Aur Ye Lab Main Talab Hi Talab
Tu Ata Hi Ata
Main Khata Hi Khata

Tu Kuja Man Kuja
Tu Kuja Man Kuja

Ilham Hai Jama Tera
Qur'an Imaama Hai Tera
Mimbar Tera Arshe Bari 
Ya Rehmatullil Aalameen

Tu Kuja Man Kuja 
Tu Kuja Man Kuja 

Tu Haqeeqat Hai Main Sirf Ahsaas Hu
Tu Samandar Main Bhatkti Hui Pyaas Hu
Mera Ghar Khaak Par Aur Teri Reh Guzar 
Sidratul Muntaha

Tu Kuja Man Kuja
Tu Kuja Man Kuja

Aye Farishto Woh Sultane Me'raj Hai 
Tum Jo Dekhoge Hairaan Ho Jaaoge 
Zulf Tafseere Wal Lail Ban Jaayegi 
Chehra Qur'an Saara Nazar Aayega

Mere Aaqa Imaame Safe Ambiya
Naam Pe Unke Laazim Hai Salle Ala

Tu Kuja Man Kuja 
Mustafa Mujtaba 
Khatimul Mursaleen
Ya Rehmatullil Aalameen

Khairul Bashar Rutba Tera
Aawaaze Haq Khutba Tera 
Aafaaq Tere Saame'een 
Saais Gibreele Ameen
Ya Rehmatullil Aalameen

Tu Hai Ahraame Anwaar Baandhe Hue 
Main Duroodo Ki Dastaar Baandhe Hue 
Kaaba E Ishq Tu Main Tere Chaar Soo 
Tu Asar Main Dua

Tu Kuja Man Kuja
Tu Kuja Man Kuja

Lyrics powered by www.musixmatch.com

Tu Kuja Mann Kuja | তু কুজা মান কুজা | by- Muhammad Owais Raza Qadri

Tu Kuja Man Kuja Tu Kuja Man Kuja

নাতঃ তু কুজা মান কুজা, তু কুজা মান কুজা
শায়েরঃ ওয়াইছ রেজা কাদেরী

Lyrics:

Tu Kuja Man Kuja
Tu Kuja Man Kuja

Tu Ameere Haram Main Faqeere Ajam
Tere Gun Aur Ye Lab Main Talab Hi Talab
Tu Ata Hi Ata
Main Khata Hi Khata

Tu Kuja Man Kuja
Tu Kuja Man Kuja

Ilham Hai Jama Tera
Qur'an Imaama Hai Tera
Mimbar Tera Arshe Bari 
Ya Rehmatullil Aalameen

Tu Kuja Man Kuja 
Tu Kuja Man Kuja 

Tu Haqeeqat Hai Main Sirf Ahsaas Hu
Tu Samandar Main Bhatkti Hui Pyaas Hu
Mera Ghar Khaak Par Aur Teri Reh Guzar 
Sidratul Muntaha

Tu Kuja Man Kuja
Tu Kuja Man Kuja

Aye Farishto Woh Sultane Me'raj Hai 
Tum Jo Dekhoge Hairaan Ho Jaaoge 
Zulf Tafseere Wal Lail Ban Jaayegi 
Chehra Qur'an Saara Nazar Aayega

Mere Aaqa Imaame Safe Ambiya
Naam Pe Unke Laazim Hai Salle Ala

Tu Kuja Man Kuja 
Mustafa Mujtaba 
Khatimul Mursaleen
Ya Rehmatullil Aalameen

Khairul Bashar Rutba Tera
Aawaaze Haq Khutba Tera 
Aafaaq Tere Saame'een 
Saais Gibreele Ameen
Ya Rehmatullil Aalameen

Tu Hai Ahraame Anwaar Baandhe Hue 
Main Duroodo Ki Dastaar Baandhe Hue 
Kaaba E Ishq Tu Main Tere Chaar Soo 
Tu Asar Main Dua

Tu Kuja Man Kuja
Tu Kuja Man Kuja

Lyrics powered by www.musixmatch.com

Main Chup Khara Hua Hoon Darbar e Mustafa Main 
Voice:  Zulfiqar Ali Hussaini
Lyrics:
  • Main chup khada hua hoon
    Darbar-e-Mustafa (saw) me
    Aankhon se bolta hoon
    Darbar-e-Mustafa me
    Mera wajood jaise gum
    Hoke rah gaya hai
    Khud se bichhad gaya hoon
    Darbar-e-Mustafa me
    Mahsoos ho raha tha
    Sadiyan simat gayi hain
    Kuchh der hi raha hoon
    Darbar-e-Mustafa me
    Kya ab mere rab ka
    Mujh par karam na hoga
    Ab to main aa gaya hoon
    Darbar-e-Mustafa me
    Aansoo nadamaton ke hain
    Chashm-e-tar se jari
    Chhup chhup ke ro raha hoon
    Darbar-e-Mustafa me
    Allah meri qismat
    Barsat rahmaton ki
    Ankhon se dekhta hoon
    Darbar-e-Mustafa me
    Kirnen nikal rahi hain
    Mere wajood se bhi
    Khursheed ban gaya hoon
    Darbar-e-Mustafa me
    Dil me sama gayi hain
    Apnaiyyat ki khushboo
    Jis jis se mai mila hoon
    Darbar-e-Mustafa me
    Ejaz meri matti
    Ab ho gayi swarat
    Main keemiya bana hoon
    Darbar-e-Mustafa me
    Main chup khada hua hoon
    Darbar-e-Mustafa me
    Aankhon se bolta hoon
    Darbar-e-Mustafa me

Main Chup Khara Hua Hoon Darbar e Mustafa Main New 2019 Naat By Zulfiqar Ali Hussaini

Allahu Allahu (Bangla, Urdu, Arabic) Voice: Ishrak Hussain & Ayisha Abdul Basith Bangla Lyric: Fateema Binti Hafiz Originally Recited by: Qari Waheed Zafar Qasmi Music Inspired from Zain Bhika Mix mastered & Produced by Ishrak Hussain Recorded in Studio Saturn It’s a joint venture project of Bangladesh and India Lyrics:
  • Allahu Allahu Allahu Allah (2x) As-subahu bada min tala'atihi Wa 'l-laylu daja min wa faratihi Tomar Opar Nurer Aloy Shokol Adhar Je Hoy Dur Allahu Allahu Allahu Allah (2x) Hai nur-i sahar chehre se tere Aur Shab ki raunaq zulfon se Allahu Allahu Allahu Allah (2x) Vorer Suruj Dey Je Kiron Snighdo Komol Sumodhur Allahu Allahu Allahu Allah (2x) Kanz-ul-karamii mowl-an-ni'amii Haad-il-umamii li sharii'ati hii Ni'mat Ka khazina hai Mawla Ganjina-yi rehmat hai Aqa Groho Tara Niharika Oshim Mohakash Gorecho tumi Allahu Allahu Allahu Allah (2x) Sa'ata 'sh-shajaru nataqa 'l-hajaru Shaqqa 'l-qamaru bi-isharatihi Ungli ke ishare par a chale Hijaz se pathar bol ute Ononto sundor mohimamoy Shreshto tomo tumi Sneho Sudhay Allahu Allahu Allahu Allah (2x) Allahu Allahu Allahu La ilaha illallah

Allahu Allahu | আল্লাহু আল্লাহু